Koi dost aisa banaya jaye

تنبيه مهم:

  • المنتدى عبارة عن أرشيف محفوظ للتصفح فقط وغير متاح التسجيل أو المشاركة

alrhiliy

New member
إنضم
22 مايو 2009
المشاركات
96
مستوى التفاعل
0
النقاط
0
الإقامة
مكه المكرمه
Ker Na Sake Hum Piyar Ka Sauda

Ker Na Sake Hum Piyar Ka Sauda
Keemat Hi Kuch Aisi Thi
Jeeti Baazi Haar Gaye Hum
Kismat Hi Kuch Aisi Thi

Duniya Such Hi Baatein Kare
Raanjhe Teri Heer Ki
Ishq Mein Us Deewani Ki Bhi
Haalat Hi Kuch Aisi Thi

Ek Jhalak Hi Dekhi To Hum
Pyaar Ke Dhoke Kha Baithe
Kya Kahoon Un Ki Bholi Bhaali
Soorat Hi Kuch Aisi Thi

Hum Ne Apni Aankh Mein Aksar
Khoon Ke Ansoo Dekhe Hain
Bakhshi Hai Jo Pyaar Ne Hum Ko
Nemat Hi Kuch Aisi Thi

Dekh Ke Heere Moti..Woh
Hum Se Pyaar Ka Naata Torr Gaye
Sone Chaandi Jaisi Shai Mein
Taaqat Hi Kuch Aisi Thi

Preet Na Kar Shikwa In Se
Zakhm Diye Gar Kanton Ne,
Is Gulshan Ke Phoolon Ki Bhi
Aadat Hi Kuch Aisi Thi

Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda
Keemat Hi Kuch Aisi Thi
Jeeti Baazi Haar Gaye Hum
Kismat Hi Kuch Aisi Thi
 

AL UTHMANY

, قسم ركن التقنية
إنضم
22 مايو 2009
المشاركات
820
مستوى التفاعل
0
النقاط
0
العمر
34
الإقامة
Makkah

wah wah wah

subahanaallah subahanaallah subahanaallah

pro alhamdulellah

kia bat he

hum farmatehe


bohot acha hota agar ye apke bare me likhte tho

subahanaallah

apka naya dost

al uthmany
:kisses:
 

Alalawi9

New member
إنضم
21 أغسطس 2009
المشاركات
28
مستوى التفاعل
0
النقاط
0
الإقامة
مكة المكرمة
اسلام عليكم
باهے alrhiliy تم جو بے لكهاهے اردو شاعر سے أوبرهے اوسكے مطلب عربے مے كياهے ناهے لكاهے كياے،،،
 
أعلى